On Thu, Oct 11, 2012 at 10:32 AM, saba syed <sabasagar@hotmail.com> wrote:
*1546...Kuch Khoi Khoi Aankheen...Pak Old*
Aankhoon se meri koun mere khawab ley geyaChashm sadaf se gohar nayab ley geyaIs shehar khush jamal ko kis ki lagi hay aahKis dilzada ka gariya e khunaab ley geyaKuch na KHUDA k faiz se sahil bi dour thaKuch kismatoon k phir main gardaab ley geyaWahan shehar dobtey hain, edhar behas k unheenKhm ley geya hai ya khm mehrab le geya haiKuch khoi khoi aankheen bi moujoon k sath thenShayad unheen baha k koi khawab le geyaTufaan abrobaad main sab geet kho gaeyJhonka hawa ka hath se mazrab le geya
Gairoon ki dushmani ne na mara, magar hameenApnoon k altafat ka zehraab le geyaAey aankh ! ab toh khawab ki duniya se loot aa"Masgaan toh khool ! shehar ko salab le geya !
--
For Virtual University of Pakistan Study Material Sharing, Discussion, etc, Come and join us at http://4e542a34.linkbucks.com
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "Virtual Position" group.
To post to this group, send email to virtualposition@googlegroups.com
For more options, visit this group at
http://004bbb67.any.gs
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.