2011/11/4 Jhuley Lal <jhulaylall@gmail.com>
Eid Mubarik In AdvanceHasrat Hay Tumhari Deed Karin
Tum Aao To Hum Bhi Eid KarinKuch Dair To Dil Ko Chain Milay
kuch Roz to Man Ka Phol Khillay
Kahtay hain Eid Ki Aamad Hay
Ab Loog Bhi Kuch Taseed Karain
Tum Aao To Hum Bhi Eid KarinTum Say Yeh Aik Guzarish Hay
Yeh Apnay Dil Ki Khowahis Hay
Eak Bar Milo, Eak Bar Milo
Har Bar Yahi Takeed Karin
Tum Aao To Hum Bhi Eid KarinJab Ghum Kay Badal Chayay Thay
Us Waqt Bhi Tum Na Aaye Thay
Is Bar Bhi Tum Na Aaye Ho
Sub Dushman Yeh Tanfeed Karin
tum Aao To Hum Bhi Eid Karin
--Sikandar Khush Nahin Loot Kar Daulat Zamaane Ki
Qalandar Dono Haathon Se Luta Kar Raqs Karta Hai
سیدنا ابوہریرہ رضی اللہ عنہ سے روایت ہے کہ رسول اللہ صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا: "اس (پاک ذات) کی قسم! جس کے ہاتھ میں میری جان ہے کہ تم میں سے کوئی مومن نہیں ہو سکتا جب تک کہ میں اس کے نزدیک اس کے باپ اور اس کی اولاد سے زیادہ محبوب نہ ہو جاؤں۔
Allah Pak Farmatay Hain....
Aye ibne AdamIk Teri Chahat Hai Or Ik Meri Chahat Hai
Hoga To Wohi Jo Meri Chahat Hai
Haan Ager Tune Superd (hawale) Kardia Khood Ko
Uske Jo Meri Chahat hai
To Main Tujhe Woh Bhi Donga Jo Teri Chahat Hai...
Or Ager Tune Mukhalfat Ki Uski Jo Meri Chahat Hai
Tu Main Thaka Dunga Tujhe Us Main Jo Teri Chahat Hai
Phir Hoga Wohi Jo Meri Chahat Hai.....
--
You received this message because you are subscribed to the Google Groups "Pak Youth" group.
To post to this group, send email to pak-youth@googlegroups.com.
To unsubscribe from this group, send email to pak-youth+unsubscribe@googlegroups.com.
For more options, visit this group at http://groups.google.com/group/pak-youth?hl=en.
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.