---------- Forwarded message ----------
From: "Rubina Yasmeen" <rubina_yas@yahoo.com>
Date: Dec 13, 2013 4:47 AM
Subject: [Yaadein_Meri] .......... PADOSI KE HUQOOQ ...........
To: <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
From: "Rubina Yasmeen" <rubina_yas@yahoo.com>
Date: Dec 13, 2013 4:47 AM
Subject: [Yaadein_Meri] .......... PADOSI KE HUQOOQ ...........
To: <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull. The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
PADOSI KE HUQOOQ
Nabi Kareem Sallalahu Alaihe Wassalam Ka irshad Hai :--
Jibraiel Alaihesalam Mujhe Barabar Padosi Ke Baare Me
Takeed Karte Rahe Yahan Tak Ke Mein Ne Soncha
Usse Bhi Waris Banadenge…
Allah Ke Nazdeek Sab Se Acha Padosi Woh Hai
Jo Apne Padosi Keliye Sab Se Badh Kar Acha Kare…
EK Hadees Hai Ki…
Jiska ALLAH Par Aur Qiyamat Ke Din Par Imaan Ho
Wo Apne Padosi Ke Sath Acha Bartao Kare………
Padosi Ke Sath Ehsaan Ki Shakal Ek Ye Bhi Hai Ki
Usse Mouqe Ki Munasibat Se Tohfe Paish Kiya Karo...
Kyunki Tohfe Dene Se Mohabbat Paida Hoti
Hai Aur Ranjish Adawat Durr Hoti Hai….
Aaye Allah Hume Apne Saare Huqooq Adaa karne ki Himmat Aur Taqat Dena....
Hum Par Apne Rehmat ,Fazal Woh Karam Karna....
Ameeeeen Summa Ameen
====================
Dua Ki Guzarish
Mrs Rubina Yasmeen
====================
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
If U Like My Post Join Me
__._,_.___
Reply via web post | Reply to sender | Reply to group | Start a New Topic | Messages in this topic (1) |
.
__,_._,___
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.