On Thu, Aug 15, 2013 at 10:07 PM, K.G. GOPALAKRISHNAN <kgopalakrishnan52@yahoo.in> wrote:
Zaroori Toh Nahi Ke Jeene Ke Liye Koi Sahara Ho
Zaroori Toh Nahi Ke Hum Jis Ke Hai Woh Bhi Hamara Ho
Kuch Kashtiyaa Dhoob Jaaya Karti Hai
Zaroori Toh Nahi Ke Har Kashti Ke Liye Kinara Ho
Jee Lete Hain Koi Humein Agar Kahe Bura,
Dua Dekar Usse Honton Ko Hum See Lete Hain
Dard Ho Chahe Kaisa,
Zehar Yeh Chupke Se Hum Pee Lete Hain
Ek Woh Din Tha Jab Tere Nazare Mere Aankhon Se Mile
Phir Woh Din Aaya Jab Mere Ankhon Se Dard Ka Aansoon Bahe
Aaj Woh Din Hai Jab Mere Toote Dil Se Lahoo Hi Nikale
Kab Woh Din Aayega Jab Mere Seene Se Tere Dil NikelengeBan Sahara Be-saharo Ke Liye
Ban Kinara Be-kinaro Ke Liye
Jo Jeeye Apne Liye Toh Kya Jeeye
Jee Sakke Toh Jee Hazaro Ke LiyeDard Ko Na Dekhiye Dard Se
Dard Ko Bhi Dard Hota Hai
Dard Ko Bhi Zaroorat Hai Pyar Ki
Aahir Pyar Mein Dard Hitoh Hamdard Hota Hai
Iss Dil Ko Kisi Ki Aahat Ki Aas Rehti Hai
Nigaah Kokisi Soorat Ki Pyaas Rehti Hai
Tere Bina Zindagi Mein Kami Toh Nahi
Phir Bhi Tere Bina Zindagi Udhaas Rehti HaiWo Lamhe Humein Yaad Na Rahe Toh Kya Hoga
Tere Siva Kuch Bhi Aabaad Na Rahe Toh Kya Hoga
Aisi Hai Yeh Dil Ki Majbooriyaan Kaise Batau
Inn Saanson Mein Ab Tera Naam Na Rahe Toh Kya HogaZakhm Aisa Diya Ke Koi Dawa Kaam Na Aaye,,
Aag Aise Lagaye Ke Paani Se Bhi Na Bhuj Paaye,,
Aaj Bhi Rote Hain Unhe Yaad Karke__._,_.___
Reply via web post Reply to sender Reply to group Start a New Topic Messages in this topic (1) .
__,_._,___
Need Your Comments.....!
For University of Pakistan Study Material Sharing, Discussion, etc, Come and join us at http://4e542a34.linkbucks.com
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "Study" group.
To post to this group, send email to http://ca13054d.tinylinks.co
For more options, visit this group at
http://004bbb67.any.gs
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.