Wednesday 10 July 2013

✿~✿ Nasihat + Nasihat ✿~✿ REPLY MUST PLSSSSSSSSS



On Mon, Jul 8, 2013 at 1:34 AM, Shafiq Rehman <farooqis.1234@yahoo.com> wrote:
Assalam o Alaikum we Rehmatullah
 
Dear Malik Sahib,  I really respect your concern for the Deen.  Every Muslim and Muslima should strive hard to spread deen.  I would like  you to consider my viewpoint also which is given below:
 
1.   Nobody should claim to be on the extreme right track.  We should of course present our opinion and consider it to be our point of view.  If all of us strat claiming to be right we will be heading towards a major wrong.
 
2.   I have no doubt about your intention and your niyyah but I have reservations about your understand of the way to be adopted.
 
3.   Rasool Ullah (SAW) has completed the deen and has also given us the guidelines to follow to work for the deen.
 
4.   As I see Islam talks of the society in generality.  Family is the basic unit of the society which needs to strengthen and responsibility of the Family has been entrusted to a man as a father, brother, husband or in some cases son.
 
5.   I think when the unity and peace and harmony of a family is at stake a lady should refrain from such activities.   Almighty Allah will  reward her for her intentions. To make my viewpoint clear let me give you an example. If you are incharge of an office you will definitely like your subordinates to perform their duties according to your guidelines given by you.  If your subordinates start violating your guidelines with the purpose of promoting your business I think you will surely get upset.
 
May Allah guides us all.  I am just giving my opinion and am open to be corrected
 
Jazak Allah Khair
 
Shafiq-ur-Rehman 
 

--- On Tue, 7/2/13, ZiaulIslam Malik <malikzee_1@hotmail.com> wrote:

From: ZiaulIslam Malik <malikzee_1@hotmail.com>
Subject: RE: [Yaadein_Meri] ✿~✿ Nasihat + Nasihat ✿~✿ REPLY MUST PLSSSSSSSSS
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <yaadein_meri@yahoogroups.com>, "rubina_yas@yahoo.com" <rubina_yas@yahoo.com>, "altaf.basheer@sharqawi-co.com" <altaf.basheer@sharqawi-co.com>
Date: Tuesday, July 2, 2013, 1:33 AM

 
Assalam O Alay Kom, 
Allah ki Rah maten ho aap pe Sis. Rubina, Jazak Allah.  Allah tala aap ko jaza e khair de aap Din ki jistarah khidmat kar rahi hai ain Islamic tariqa hai. Assal mai kuch nadan hain jo Islam ki Roh se waqif hi nahi hain issi liye Itraz karte hain. Na khud din ki khidmat karte hain aur dosron ko karne dete hai. Ajh kal tu Allah ne bahot asaniyan paida kar di hai is Internet k zariye. Ab aap ko bahar jane ki koi zaroorat nahi ghar baithe, kissi se mile beghair, khud ko kissi pe zahir kiye beghair Din ki "Tabligh" kar sakti hain. Afsos hai un logon ki sonch pe jo is kam ko bora samujhte hain. Hume tu chaiye k hum larka larki ki team tiyar karen aur unko har tarah ki saholat faraham karen is kam k liye. Unka kam sirf din ki "Ishat" karna ho. Net k zariye logon tu tak sahi aur sucha aur sada din ki baten batana. Jahan tak aap ka taloq hai app beshak bahoot acha kam kar rahi hain. Allah zarror isse qabool karega ajar e azim ata karga. App logon ki parwah kiye beghair ye kam karti rahen. Allah k Rasool k Zamane main tu "Sahabia" ne tu jangon main bhi hisa liya hai.  Khud Hazarte Aisha Hamari ma ne tu ye kam kia hai. Mai tu kahta hon k shakal khola rakh bhi agar aur Din ka kam kar rahi hai tu wo bhi jaiz hai. Allah himmat o istaqamat de, Ameen. Appna kam kissi khaof k beghair karti rahen. Allah zaroor ajar dega. Allah hafiz.
Malik ZiaulIslam
Note: Bhai Atif q ghunah kam rahe hain istarah ki baten kar k. Kis boniad pe aapne ye baten ki hain. Allah se darne agar malom na ho tu kissi se malom karlen mughar din ki kam main rokawat tu na bane. Sister Rubina se bhi aur Allah ki zat se bhi mafi mangen.


To: Yaadein_Meri@yahoogroups.com
From: rubina_yas@yahoo.com
Date: Mon, 1 Jul 2013 17:19:22 -0700
Subject: Re: [Yaadein_Meri] ✿~✿ Nasihat + Nasihat ✿~✿ REPLY MUST PLSSSSSSSSS


Assalam Alaikum Wa Rahmath Ullahi Wa Barkatahu

Dear Brothers And Sisters Of Yaadein_Meri Group

Kya Aap Bata Sakte Hain Ki Kounsi Kitaab Me Likha Hai Ke
Aurat Parde Me Rehkar Deen Keliye Kaam Nahi Karsakti ???????

Parde Me Rehkar Tablig Nahi Kar Sakti...????????????

Deen Ki Kuch Achi Baatein Jo Mein Jaanti Hoon Padhti Hoon Kya Woh Sab Mein Aap Logoun Se Share Nahi Kar Sakti ???????

Aapne Daiyereh Me Rahkar.....Apne islami Hudood Me Rehkar.... jabki Koi Namehram Meri Aawaz Sunn Raha Hai Naa Hi Mera Chehra Dikhai Deraha Hai......
Kya Mera iss Tarah islamic Mails Sms Dena Ghair Sha'raiyee Hai ????

Aap sabke jawab ki Muntazir
Aapki Dua Ki Talib
Mrs Rubina



From: altaf. basheer <>
To: "Yaadein_Meri@yahoogroups.com" <Yaadein_Meri@yahoogroups.com>
Sent: Monday, 1 July 2013 10:59 AM
Subject: RE: [Yaadein_Meri] ✿~✿ Nasihat + Nasihat ✿~✿

 
Yes! And it is not permissible  for a "Namahram" to send emails & sms, even its Ayats of Quran or Hadith.
________________________________________________________________________________________________________________________________________________________
 
In The Name Of ALLAH Most Gracious And Most Mercifull.
The Prophet (PBUH) Said
" Pass On Knowledge From Me Even if it is Only One Verse "
Bismillah Walhamdulillah Was Salaatu Was Salaam 'Ala Rasulillah 
 
Assalaam Alaikum Wa Rahmatullahi Wa Barakatuhu
 
 
Huzoor Paak Sallalahu Alaihe Wassalam Ne Farmaya
Aisi Auratoun Ke Paas Matt Jao
Jinke Mehram Unke Saath Naa Ho
Kyunke Shaitan Aadmi Ke Ander
Khoon Ki Tarha Gardish Karta Rehta Hai
{ Muslim - Tirmidhi }
 
Talib E Dua
 
 





--
Need Your Comments.....!

-- 

For University of Pakistan Study Material Sharing, Discussion, etc, Come and join us at http://4e542a34.linkbucks.com
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "Study" group.
To post to this group, send email to http://ca13054d.tinylinks.co
For more options, visit this group at
http://004bbb67.any.gs

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.