Saturday, 8 December 2012

Suno aesa nahi karty safar tanha nahi karty



On Sat, Dec 8, 2012 at 5:35 PM, eagle eye <eagleeye687@gmail.com> wrote:
for poetry lovers
Suno aesa nahi karty safar tanha nahi karty
Jisy shifaaf rakhna ho usy mela nahi karty

Teri ankhen ajazat den to hum kya nahi karty
Bohat ujry hoy ghar par bohat socha nahi karty

Safar jis ka mukadar ho usy roka nahi karty
Jo mil k kho jay usy ruswa nahi karty

Chalo tum raaz ho apna tumhen afshan nahi karty
Ye par kesy hain kahin saya nahi karty

Kabi hasny se darty ho kabi roya nahi karty
Jo dhun ho kr guzrny ki to phir socha nahi karty

Teri ankhon ko pharty hain tujhy dekha nahi karty
Sehar se poosh lo Mohsin hum soya nahi karty



--
-- 
For University of Pakistan Study Material Sharing, Discussion, etc, Come and join us at http://4e542a34.linkbucks.com
You received this message because you are subscribed to the Google
Groups "Study" group.
To post to this group, send email to http://ca13054d.tinylinks.co
For more options, visit this group at
http://004bbb67.any.gs


No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.