Saturday 28 January 2012

Vu & suno??



On Wed, Jan 25, 2012 at 9:38 AM, Ayusha Raja <alwayz.2gather@gmail.com> wrote:


suna ha is jahaan mein..
zindgi ki qeht sali ha
yahaan do chaar din jeeny
ka aksar ziker hota ha...
yahaan har cheez fani ha
sabhi ko mouat ani ha..
yahaan par pyaar kya karna..
mugr kuch youn b sunti hun...
k aisa ik jahaan ho ga
k jis mein mouat any ka
koi dhrka nahi ho ga..
hiyaat e javdaan k sab
wahaan asbaab rakhy hein...
ye mera tum say wada ha..
agr dono wahaan mil gay
wahaan ikraar kar lein gay,
wahein izhaar kar lein gay
wahein phir...
pyar kar lein gay...















--
Ayusha Raja
The owner of A2G group..



http://groups.yahoo.com/group/alwayz2gather/
http://groups.yahoo.com/group/alwayz2gather/



..!!!•..•._.•
Mein bachpan sy khawab mein daikha karti the..
''Ik mezaar aur us mein ik cherag sa jal raha ha''
Umer guzre manzir badlay,
Sab kuch badal gya!
Muger..
Wo khwab..
Aaj tabeer paa chuka ha..
'Meri muhabat tery Ishaq ki bargah mein'
 Ik cherag jesi he tu ha....

!! ....!!! •._.••   






No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.