Wednesday, 23 November 2011

TOday Achi bat.



On Sat, Nov 19, 2011 at 7:33 AM, سیٌد عمر شاہ <mubarakanwer@gmail.com> wrote:
JAZAKALLAH

On Sat, Nov 19, 2011 at 7:23 AM, ◊♠ραƘeezα♠◊ <sgpakeeza3@gmail.com> wrote:



Nice Divider for Myspace, Hi5

eik khoobsurat aitebaar,

agr khuda tumhari dua,ain poori kar raha hai to wo tumhara yaqeen brha raha hai

agr dua,ain poori krnay main dair kar raha hai to wo tumhara sabar brha raha hai

age tumhari duaaon ka jawab nhe day raha ha to wo tumhain aazma raha hai.

Subhan Allah




1) Aisay shakhs per zulm karnay se mohtaat rehna, Jis ka Allah k siwa koi na ho

2) Logon ki zaroorton ka tum se wabista hona tum pe Allah ki inayat hay

3) Apnay dost ko nasihat kartay raho chahy usay acha lagay ya bura

4) Insaan ki aik saans maut ki taraf aik Qadam hay


jo dukh day usy chor do mgr jisy chor do usy dukh mat dana,

din ki roshni main rizq talash karo raat ko usy talash karo jo tumhain rizq daita hai

agr tum allah ki ebadat nhe kar skty to gunah karna bhe chor do

upni muskorahat say kisi ka dil jeetna sub say azeem karnama hai

aasman per nigha zaror rakho mgr ya mat bhoolo k paaon zameen pay he rakhy jaty hain.
--






Niyyat Kitni Bhi Achi Ho, Duniya Aapko Apkay Dikhaway Se Jaanti Hai......

Or Dikhawaa Kitna Hi Acha Ho, ALLAH Aapko Aapki Niyyat Se Jaanta Hai.....!!!!!







    





-- 


--
I Hate Spammers    Don't Make Me Angry
 

-

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.