Saturday 3 September 2011

Vu Dangerous News



On Sat, Sep 3, 2011 at 12:51 AM, Muhammad Umair <muhammad.umair.491@gmail.com> wrote:
yes, isi wajah se main nay suggestion di thi sta301 aur mth603 k hawalay se... sta301 k hawalay se suggestion di k us mein kuch topics samajhnay k liay calculus aana zaroori hai, jo k mcs mein hai hi nahin...is liay aik calculus ka course bhi rakhain...

aur mth603 tou course nahin, balkeh dher saray courses ka majmoo'aa hai... tou is liay usay mcs se nikalnay ka kaha... ab dekhtay hain kia banta hai...

On Sat, Sep 3, 2011 at 12:44 PM, Emaan <emaan.VuMit@gmail.com> wrote:
ya ho sekta hai yai..

but ager sta301.. nd mth603 ko with other subjects replace ker diya gya then me MCS kerny mai interested hon..

me ko mths nahi pasend..:( bcz me ne bachelors level tek yai study nahi kiya .& aap ki base na ho gud in maths then buht tough ho jata hai advance concepts ko samjhna ..

On Sat, Sep 3, 2011 at 12:39 PM, Muhammad Umair <muhammad.umair.491@gmail.com> wrote:
yes, par faraq bahut paray ga result par... MCQs k kam honay se....


On Sat, Sep 3, 2011 at 12:35 PM, Emaan <emaan.VuMit@gmail.com> wrote:
WoA

jin logo ne study kerni hai wo phir b ker ly ge.. yai mcqs itny matter nahi kerty k is k na hony se seb apni study hi complete na kery..



On Mon, Aug 29, 2011 at 8:31 PM, Muhammad Umair <muhammad.umair.491@gmail.com> wrote:
Assalam o Alaikum

dangerous news yeh hai k main rector sab ko aik aur email karnay wala hoon thori der tak... 

umeed hai k aap mein se jo MCQs lovers hain, woh dar gaye hon gay aur kaanp rahay hon gay ......

bilkul aisay ......

No comments:

Post a Comment

Note: only a member of this blog may post a comment.