2010/11/4 Mudassar Malik
<mmalik.vu@gmail.com>
Bismillahir Rehmanir Raheem Assalam Alaikum Wa Rehmath Ullahi Wa Barkatahu
" Maa Ki Dua " Jannat Nazeer Hai Meri Maa Rehmath Ki Tasweer Hai Meri Maa Mein Ek Khawab Hoon Zindagi Ka Jiski Tabeer Meri Maa Hai Zindagi Ki Mushkil Rahoun Me Mashaal-E-Raah Hai Meri Maa Mere Har Gham,Mere Har Dard Me Ek Naya Josh Hai Meri Maa Meri Har Nakami Wabista Hai Mujh se Meri Har Kamayabi Ka Raaz Hai Meri Maa Chupa Leti hai Woh Zakhm Ko Marham Ki Tarah Mere Dard Ki Dawaa Hai Meri Maa Duniya Me Nahi Koi Badal Iska Mamta Me Hai Mukkamil Meri Maa
Maa Ki Dua Khali Nahi Jaati Maa Ki badua Taali Nahi Jaati Ek Maa 3-4 Bachoun Ko Paal Sakti Hai 3-4 Bete Milkar Ek Maa Ko Nahi Sambhal Sakte
Ya Allah Hume Itna Mouqa De Ki Hum Apne MAA BAAP ki Achi Tarah Qidmat Kar Sakein Aur Apne Farz Se Ghafil Na Ho Hume Toufeeq Ataa Farma Mere Malik Ki Hum Apne Aulaad Ke Farz Ko Achi Tarah Nibha Sakein.. Ameeeeen Ya RabullAlameen
Aap Sabki Duaoun Ka Talib
|
|
|
|
|
|
| |
--
Contact to Admn. AamirAbbasMCS@gmail.com
Send email to group at: mcs-mit@googlegroups.com
Visit For Previous Papers http://groups.google.com/group/mcs-mit/files
Follow these Rules to stay long in Group:
http://groups.google.com/group/mcs-mit/web/group-rules
No comments:
Post a Comment
Note: only a member of this blog may post a comment.